Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBahana (1960)
HomeBahana (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


adosan padosan kahe jo kahe adosan padosan kahe jo kahe main to balma se naina milaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re adosan padosan kahe jo kahe main to balma se naina milaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re main jo chhup chhup ke galiyon se jaane lagi main jo chhup chhup ke galiyon se jaane lagi mui duniya ye ungli uthaane lagi mui duniya ye ungli uthaane lagi main bhi chalti rahi aage badhti rahi jaa ke sainyaan ko apna banaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re rokti hi rahi raat barsaat ki rokti hi rahi raat barsaat ki dil mein lekin lagan thi mulaqaat ki dil mein lekin lagan thi mulaqaat ki main phisalti rahi phir sambhalti rahi apne jogi ke darshan main paaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re teer taanon ke duniya ne kya kya kasey teer taanon ke duniya ne kya kya kasey mere manwa mein lekin piyaa the basey mere manwa mein
beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan beraham aasmaan jo naa socha tha wo ho gaya kyun naseeba mera so gaya ghum ki aisi ghata chhaa gayi chain dil ka kahin kho gaya ye bata kis liye le rahaa hai mera imtehaan beraham aasmaan bhujh gaya hai ye dil iss tarah chaand pichhale paher jis tarah itni taarikiyon mein bata raah dhoondhe koi kiss tarah kho gayi manzilen ho gaya ghum kahin carvaan beraham aasmaan jaa rahe hai naa jaane kidhar dekh sakti nahin kuchh nazar chhod di naav majhdhaar mein kiss kinaare lage kya khabar kya kare door tak roshani ka nahin hai nishaan beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan beraham aasmaan mujhse kismat ne dhokha kiya har kadam par naya ghum diya hai khushi ki kasam ke yahaan chain kaa saans tak naa liyaa bhujh gaya dil mera raas aaya naa tera jahaan beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan teri duniyaan mein yun hum jiye aansuyon ke samandar piye dil mein shikwen tadapte rahe honth lekin hamesha siye kab talak hum rahen
jaa re badra bairi jaa re jaa re jaa re badra bairi jaa re jaa re piya ka sandeswaa laa re laa re laa re jaa re badra bairi jaa jaa jaa re jaa re badra bairi jaa re jaa re pee ke daras ko jiyara tarse pee ke daras kooooooo pee ke daras ko jiyara tarse pee ki khabariya laa re laa re laa re jaa re badra bairi jaa jaa jaa re jaa re badra bairi jaa re jaa re baat takat mori haari nazariya baat takat mori baat takat mori baat takat mori haari nazariya kab aayenge saanwariyaa baat takat mori haari nazariya kab aayenge saanwariyaa mohe kyun sataaye paapi shor machaaye bairi mera saanwariyaa laa re laa re laa re jaa re badra bairi jaa jaa jaa re jaa re badra bairi jaa re jaa re kahiyo sajan se mann ki batiyaa kahiyo sajan seeeee kahiyo sajan se mann ki batiyaa ro ro haal sunaaaaa jaa re badra bairi jaa jaa jaa re jaa re badra bairi jaa re jaa re piya ka sandeswaa laa re laa re laa re jaa re badra bairi jaa re jaa re jaa re badra bairi jaa
teri nighahon mein teri hi baahon mein rehne ko jee chaahta hai dil mein chupaayi huyi baat sajan se kehne ko jee chaahta hai teri nighahon mein teri hi baahon mein rehne ko jee chaahta hai teri nighahon meinnnnn dil ye humara ghar hai tumhaara aao ji aa ke bas jaao ji dil ye humara ghar hai tumhaara aao ji aa ke bas jaao ji nain humare dekhen khwaab tumhaare zara khawaabon mein aa ke hans jaao ji jaan se pyaara humen ghar ye tumhaara yahaan rehne ko jee chaahta hai teri nighahon mein teri hi baahon mein rehne ko jee chaahta hai teri nighahon meinnnnn dekho ji dekho aur kisi ko dil mein naa apne basaana ji dekho ji dekho aur kisi ko dil mein naa apne basaana ji pyaar bhara ye waada humto naa bhule piya tum bhi ise naa bhulaana ji preet humari rahe duniyaa se nyaari yahi kehne ko jee chaahta hai dil mein chupaayi huyi baat sajan se kehne ko jee chaahta hai teri nighahon mein teri hi baahon mein rehne ko jee chaahta hai teri nighahon meinnnnn
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Adosan Padosan Kahe Jo Kahe Bahana (1960) 03:20 17602
 
Poster of Bahana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 03:20   Song Number : 17602   

Beraham Aasmaan Bahana (1960) 06:12 12797
 
Poster of Bahana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sajjan
Duration : 06:12   Song Number : 12797   

Ja Re Badra Bairi Ja Bahana (1960) 03:17 15552
 
Poster of Bahana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Tintal
Duration : 03:17   Song Number : 15552   

Teri Nighahon Mein Teri Hi Baahon Mein Bahana (1960) 03:06 15711
 
Poster of Bahana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sajjan, Krishna Kumari
Duration : 03:06   Song Number : 15711